Wednesday, November 04, 2009

teri aankhon ke raaste se guzar kar
kahin kho chuka hun main,
thaam lo mujhko ki tum mein sama kar
khud ko bhula chuka hun main,
nahin dekhti ruh ki kya hai pehrahan uska
aaine mai tumko hee dekhta hun main
hai khil rahi kokh mohabbat ki
tumhi se hi lo abb janma hun main

1 comment:

Anonymous said...
This comment has been removed by a blog administrator.